Saturday, 3 March 2012
ehmiyat e pakistan or wajohat e pakistan 2
salam dosto aaj me aapke paas phr se haaazir hon wajohat or ehmiat e pakistan k agle baab me .....
to dosto .
jab british sarkar musalmano par zulam o jibar k belos sitam dhaane lage to aise me janab sir sayed ali khan or un ki tarah tohid ki amanat ko sanbhaalne k liye buhat si muhtaram shaksiyaat medan me utri or in sab ne islam k asolo k mutaabik musalmaano ki raah numaai ki or is tarah jadd o jihad ki ibteda hoi
to dosto ibteda ke baad se kaafi mudat tak musalmano ko e maalum nahi tha k wo ye jadd o jihad kis liye kar rahe hain. iska matlab ye nahi k wo kuch chaahte nahi the par iska matlab or waja ye thi k sir syed sahab or unki tarah dosri shaksiyaat ne musalmaano ki raah numaai apni tarah se ki kehne ka matlab ye k har muhtaram shaks ka apna alag nazirya tha jiske mutabik wo musalmaano ki raah numaai kar rahe the...
jis ki waja se musalmaaan kaaafi saari shaakon me taqsim ho gaye or istarah inki ijtemaai taqat nazar nahi aa paa rahi thi or tehrik e pakistan zor nahi pakar saki..
lekin ye sirf aik waja nahi thi k tehrik e pakistan itni late kaamyaab hoi iski aik kaas waja thi congress barr e zaghir ki ki aik eham jamat jinme muslim or hindu dono mazahib k log mushtarik the or yahi jamat in choti choti jamato ki raah me rukawat ban rahi thi... phr janab wakt guzar ta gaya din mahino me or mahine saal me badal gaye pote baap angaye or baap ban gaye dada jaan. or aise wakt me hamare janab izzat maa aaab just like aftab janab qaayed azam muhammad ali jinah or unke raqibo ka dor e zahor howa.. {dosto me isbaat par muaazarat khawah hon k muje qaayed azam k baare me kuch zyada maalumat nahi hain k aapse share kar sakon buhat jald me ye maalumat collect kar k aap se share kronga insha allah...}
ab tak k liye itna hi dosto muje b aapki tarah zyada maalumat nahi par jitna maalum hai aapse share kar raha hon shayad buhat saare dosto ko iske baare me kuch na pata ho or wo is se istefada haasil kar lain.. digar maaalumaat k liye mujh se bilkul b raabta na krain kyunke me aapki madad na kar paaon..
khudaa aapko apne hifaz o aman me rakhe plzzz like karian or apne comments de dain..
...shukriya...
...allah hafiz...
...dua me yaad rakhiyega...
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment